Friendship poetry / firndship quotes/ dosti shayari /love poetry / romantic poetry in English , urdu- Hindi
friendship is such a relationship between two persons that is based upon love, zeal and self less affection . A true friend is blessing while a fair weather friend is curse he/she always seeks opportunity to harm friend.As a devoted friend is blessing so there must be dosti shaiyari and friendship quotes to appreciate the values and morals of a friend. A friend is one who supports us in every thick or thin.
Friendship Poetry |
happiness is . . .
metting an old friend after a log time and feelings that nothing has changed.
Friendship Poetry |
Karz Dosti me chukane nahi hoty
Ehsaan dsoti me jatane nahi hoty
Bus salamat rahe ye yarana
humara kyunki ye Rishte kabhi
purane nahi hoty..!
Friendship Poetry |
Toots Hi Nhi Kbhi Dil Se Tere Dosti Ka Rishta Guftgu Ho Ya Na Ho Teri Yaad Zaroor Aati Ha
Friendship Poetry |
Dosti Adhuri Hai Muhbbat Ke Bina
Dost Jisky Pass Hai Vo Shaks ameer Hai
Shohrat Ky Bina
Friendship Poetry |
Khayal Rakha Karo Apna Mere Pass
tum Jesa Aur Koi Nahi Hai.
Friendship Poetry |
Hath Thaama Hai To Bharosa Bhi
Rakhna Ay Dost Doob Jayengy Magar
Doobne Nahi Denge.
Friendship Poetry |
Jinhone Qatra Bhi Diya Sath Humara Waqt
Ne Moqa Diya To Samandar Loutayge Unhe
Friendship Poetry |
Har Koi Mera Dost Nahi Aur Mere Dost
Jaisa Koi Dost Nahi
Friendship poetry |
Jo Tu Chahe Woh Tera Ho Roshan Rasty
Air Khubsurat Sawera Ho
Jari Rahe Hamari Dosti Ka Silsila Kamyab
Her Manzil Per Dost Mera HO
Friendship poetry |
Agar Khuda Nay Dosti Ka Rishta Na Banaya Hota
To Insan Ko Ye Kabhi Yaqeen Nahi Hota Ke Ajnabi
Log Apno Se Ziyada Pyare Hoty Hain
Friendship poetry |
Sacha Dost To Woh Hota Hai Jo Kahein Bhe
Bezzati Kar Deta Hai,, Magar Parwaah \
Bhe SUbsy Ziyada KarTA hAI.
Friendship poetry |
Salon Baad Na Jany Kya Sama Hoga Hum
Sab Dost Mein Se Na Jane Kaun Kahan Hoga
Milna Hua To
Friendship poetry |
Dil ki galiyon me koi gum na ho
Apni ye dosti kabhi kam na ho
Bus ye dua he ki k tum khush raho humesha
phir chahe kal hum ho yaa na ho
Friendship poetry |
Manzil milne se dosti bhulai nahi jati
Hum safar milne se dosti mitai nahi jati
Dost ki kami har pal rehti hai
duriyo se dosti chupai nahi jati
Friendship poetry |
Tumhari is ada ka kya jawab du
Apne dost ko kya tuhfa do
Koi acha sa phool hota to mali sy mangvata
Jo khud gulab ka phool hai usko kya gulab du
Friendship poetry |
Mangi thi dua rab se
Dena mujhe dost jo alag ho sab se
Usne mila diya humain apse aur
Kaha sambhalo inhain anmol hai sabse
Friendship poetry |
Muskurahat tumhi se milti hai
Dard ko raahat tumhi se milti hai
Ruthna kabhi mat humse aye dost
Hume jeene ki chahat tumhi se milti hai
Friendship poetry |
Hum dua karte hen Khuda se k
Wo Aap jesa dost aur na banaye
Ek cartoon jesi cheez hai humary pass
Kahin wo bhi common na ho jaye
Friendship poetry |
Mahak dosti ki ishq se kam nahi hoti
Ishq se duriyan khatam nahi hoti
Agar sath ho zindagi me doston ka to
Zindagi kisi jannat se kam nahi hoti
Friendship poetry |
Har gham ko khushi me badalti hai dosti
har ansu ko hasi me badalti hai dosti
Kuch log samajh nahi patey ke
Andheri raat ka diya hai dosti
Friendship poetry |
Mujhe apni taqat par bhot naaz hai
Kyun ki main hathiyaar nahi jigri yaar rakhta hoon
Friendship poetry |
tujh ko socha to bhut par likha bhut kam maine
K teri tareef ke qaabil mere alfaz kaha
Friendship poetry |
Hum waqat kr sath shauk
Badalte hain dost nahi
Friendship poetry |
Heaving a real friend
Is a blessings
Friendship poetry |
Dost ke bina zindagi viran hoti hai
Akele ho to rahain bhi sunsan hoti hai
Ek pyara se dost ki zarurat hoti hai q ki
Uski duaao se har mushkil aasan hoti hai
Friendship poetry |
Dosti ka bharam sirf wo log rakh sakty hain
Jin k wajood main samandar jitna dil ho
Friendship poetry |
Frienship is not about sorry
it,s about sari teri ghalti hai
Friendship poetry |
Everyone has a friend during each stage of life
But only lucky ones have the same friend in all stages of life
Friendship poetry |
Kuch log zindagi me bohot special hote hai
Jinhe dost kehte hain
Friendship poetry |
Kuch Dost dost nahi
Jaan hote hai
Friendship poetry |
Dosto ke liye kya likhu
Dost hi to zindagi hai
Friendship poetry |
Best friend
Kitna kuch janta hoga wo dost mere bare mein
Jo mere muskurahat dekh kehta hai
Chal bata udas kyu ha
Friendship poetry |
Kuch log bina rishte ke bhi
Rishte nibhate hain shayad woh hi log dost kehlate hain
Friendship poetry |
Naam ki dosti kaam ki yaari
Doosro ki tarha ye adat nahi humari
Friendship poetry |
Har gham ko khushi me badalti hai dosti
Har ansu ko hasi mey badalti hai dosti
Kuch log samajh nahi paty ke
Andheri raat ka diya hai dosti
Friendship poetry |
Dard kaafi hai bekhudi ke liye
Maut zarori hai zindagi ke liye
Kaun marta hai kisi k liye
Hum to zinda hain sirf aapki dosti ke liye
Friendship poetry |
Dosti kushbhoo ki tarha meri sansoo mein rehna
Lahu banker meri nas nas mein behna
Dosti hoti hai rishton ka anmol gehna
Islye dosti ko kabhi alvida na kehna
Friendship poetry |
Dosti ek lazawal rishta ha
Jis sy bandhy hain mein aur tum
Friendship poetry |
Dost humari jaan hai
Aur jaan ke liye zindagi kurban hai
Friendship poetry |
The most valuable
Gift you can receive is an honest friend
Friendship poetry |
Dear bestie thanks for macking me laugh when
It was hard to even smile
Friendship poetry |
Yahi to khubsurat dosti ka nata hai
Jo bina kisi shart ke nibhaya jata hai
Rahe duriyan darmiyan to parwah nahi
Dost to har pal dil mein basaya jata hai
Friendship poetry |
Zindagi rahe na rahe humari dosti rahegi
Hum paas rahe na rahe humari yaadain rahegi
Apni zindagi mein humesha hansty rehna
Apki hasi mein ek muskan humari rahegi
Friendship poetry |
I can't promise to solve your all problems bhut
I can promise that you would not have to face them alone
Friendship poetry |
Dost banana jitna asan hai
Dosti nibhana utna hi mushkil hai
Friendship poetry |
Dosti sab karte hai
Kuch nibhatey hain to kuch Aazmate hain
Friendship poetry |
Dost dost nahi dil ki wafa hote hain
Mehsoos tab hote hain jab wo juda hote hain
Friendship poetry |
Dosti to sirf ek itfaaq hai
Ye to dilon ki mulaqat hai
Dosti nahi dekhti ye din hai ki raat hai
Isme to sirf wafaadari aur jazbaat hai
Friendship poetry |
Chai mein shakkar na ho to pene mein kya maza
Or life mein pagal dost na ho to jeene mein kya maza
Friendship poetry |
Aasmaan humse naraz hai
Taroo ka gussa behisab hai
Wo sab humse jalte hain
Kyunki chaand se behtar dost humare paas hai
0 Comments